chale aana lyrics
Singer | Arman malik |
Movie | De de pyar de |
Lyrics | Kunaal vermaa |
Music | Amal malik |
Star cast | Ajay Devgn , Rakul Preet Singh |
juda hum ho gai mana
magar ye jaan lo jaana,
juda hum ho gai mana
magar ye jaan lo jaana
Kabhi mai yaad aau to cahle aana ,cahle aana
Tumhe mai bhul jaunga ye baataen dil me na lana
kabhi mai yaad aau to cahle aana cahle aana
Tha kaun mera,ek tu hi tha
sason se jyada jo jaruri tha
tere liye main kuch nahi lekin
mere liye mera sab kuch tha
nahi jaana bhula kar ke
ye baaten tum hi kahte the
Rahi khusiyaan nahi meri
ki tum v waqt jaise the
tumhara tha rahega bhi
karega kya dil hai diwana
khabhi mai yaad aau to cahle aana chale aana
Miane tumhari baat mani hai
Maine manaya dil ko hai kaise
Ab se raho tum khus jaha Bhi ho
mera tumhara tha v wiase
bhale duri rahe jitni nigaho ki ningho ki
magar khwabo ki duniya me milunga tumse rojana
yahi tak safar apna
tumhe hai laut kar jana
kabhi mai yaad aaun to cahle aana cahle aana
My favorite Lines form the song CHALE AANA
Maine tumhari baat mani hai
Maine manaya dil ko hai kaise
Ab se raho tum khus jaha Bhi ho
mera tumhara tha v wiase
bhale duri rahe jitni nigaho ki ningho ki
magar khwabo ki duniya me milunga tumse rojana
Leave a Reply